donald trump ne u-turn le liya saudi arabia guse se aag bagola ho gaye.washington american sadar donald trump ne kaha ke jamal khashoggi ka qatal na qabil-e-qabool our bayanak hai american hupya idara is mamle ki tahqeeqat kar rahi hai.
shehzada muhammad bin salman ko jamal khashoggi ke qatal ka pehle se pata hone ka imkan hai.lekin is ke ba wajood donald trump ka kehna hai ke saudi arabia ke mazboot partner rahenge.donald trump ne kaha ke saudi arabia iran ke hilap america ka aham sathi hai.our hame oil thel muhaya karna wala aham mulk hai hamare liye.
danald trump ne kaha ke jamal khashoggi ke case ka C-I-A achi tara tafteesh karenge umeed hai ke ke jamal khashoggi ke qatal ka hukam saudi arab ke prince muhammad bin salman ne diya ho ga donald trump ne kaha ke pura report milne ke baad hum pesla karenge.


EmoticonEmoticon